Thi Taweel itni Musaaften Koi Mere Sath Na Chal Saka.........
Wo Yaqeen Ki Hadd Tk thehr Gaye, hm Gumaan Se Aagy Guzr Gye.......!!!
Sunday, 27 October 2013
Mere Wajood Mein
Wafaa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De Ke
Mujhey Chahaton Se Maar De,
Bohat Udaas Hoon..
So Main Tere Paas Aa Gaya,
Kuch Aisi Baat Ker
Jo Dil Ko Chain-O-Qaraar De,
Suna Hai Teri Ek Nazar
Sanwarti Hai Zindagi,
Jo Ho Sakey To Aaj
Meri Zindagi Sanwar De