Friday, 17 October 2014

Meri Aankhen kharido GY......

Meri Aankhen Kharido Gy?
Bahut Majboor Halaat Men,
Mujhy Neelam Karni Hain.!
Koi Mujh Se Naqad Ly Ly,
Main Thory Daam Ly Lon Gi,
Jo Dy Dy Pehli Boli To Ussi K Naam Kr Dun Gi!
Mujhy Bazar Waly Keh Rahy Hain Km Aqal Taajir,
Suno Logo..!
Nahi Hoon Main Koi Hirs Ki Khwaha'n!
Nafa Nuqsan Ki Shatranj Nahi Main Khelny Aai,
Bari Mehboob Hain Mujh ko Ye Meri Neem Tar Aankhen,
Magr Ab Bechti Hun K..!
Main Ny Ek Khuwab Dekha tha?
Ussy Apna Banany Ka,
Usy Dil Men Basany Ka,
Sirf Usi Ki Ho Jany Ka,
Mujhy Uss Khwab Ka Tawaan Bharna Hai..!!
Inhen Nelaam
Karna Hai
Inhen Nelaam Karna Hai.

Aankhon na hansna........

Aankhon ne hansna chaha, unko rula diya
Jagi jo meri saansein, unko sula diya

Jeena muhaal hai kabhi marna muhaal hai
Tu ne to zindagi ka tamasha bna diya

Rab Rab kardy aan, Rab nai o milda
Karan ki haal mein tutty huye dil da

Kaisy kaisy zaalim ko khaak hoty dekha hai
Gardishon mein unka seena, chaaq hoty dekha hai

Chaaun mein bhi dhoop mein bhi
Nafraton k roop mein bhi
Chalny wala har insaan udaq hoty dekha hai
Khaaq hoty dekha hai...

Jurm e mohabbat ko hameesha yunhi be jurm saza milti hai
Dil jo toot jata hai phir sy wo kahan Jurta hai

Aisy hi jeena mujhy, aye na bikharna mujhy
Kuch bhi ho chahy, ab to had sy hai guzarna mujhy

Rab Rab kardy aan, Rab nai o milda
Karan ki haal mein tutty huye dil da...!!

Wednesday, 8 October 2014

Arziyaaan.....

Mil jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chahoon main
Tu hi tu sab kuchh mera
Aur na kuchh jaanu main
Dil ki sada sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Meri sab raahein hai tu
Chahein jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo
Meri sab raahein hai tu
Chahein jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo
Pyaar tera hain bekhabar besabar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse rubaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hain chaar soo
Ho tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse rubaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hain chaar soo
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Mil jaao tum mil jaaye duniya
Aur na kuchh chahoon main
Tu hi tu sab kuchh mera
Aur na kuchh jaanu main
Dil ki sada sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hain salamiyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan
Arziyaan arziyaan
Sunle dil ki arziyaan.

Tuesday, 7 October 2014

Faqat KHUDA.....

Faqat KHUDA he hai jo ik sajde sey apna bana leyta hai....

Warna yeh insan tou jaan lay kar bhi raazi nahi hotay.....

Future of urdu poetry

Mere aangan mein Kabhi flowr Khila Krty thy.

Meri eyes mein b dreams basa Krty thy,

MuJhKo halat Ki aandhi ne giraya othrwise.

Mere shadow mein b Kuch people raha Krty thy,

Hain remembr hume rafaqat Ki wo times ab b.

Dil Ki heartbeat b tere sath suna Krty thy,

AaJ wo mehfil mein stranger bnay bethey hain.

Jo Kabi muJey apni life Kaha Krty thy.

Ab trasti hain teri deed Ko Eyes meri,

IK period tha hm roz mila Krty thy:

Sunday, 5 October 2014

Pyar ik phool hai us phool ki.....

Pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho
duer hoe mujhe say magar pas nazar aaty ho
mera jazba mera ehsas nazar aatay ho
zindagi ban k joe chaya hai woh jadu tum ho
pyar ik phool hai us phool ki khushbu btum ho
tum meray pass nahi hoe mujhe iska gham hai
tum khyalon mein joe aye yahi kia kam hai
meri tanhayi mein tapka hua ansoo tum ho
pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho
jab bi tanhayi mein hat si koi pati huen
ye samjh kar mein hawaon say lipat jati huen
 jaisy meray liye khol;ay huey bazu tum ho
 pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
 mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho

Saturday, 4 October 2014

Kesay bhulaa doon...

"Kesay Bhulaa doon Main tum ko..........???
          

"Moat Insaano Ko aati Hai,
Yaadon Ko Nahi.