Friday, 17 October 2014

Aankhon na hansna........

Aankhon ne hansna chaha, unko rula diya
Jagi jo meri saansein, unko sula diya

Jeena muhaal hai kabhi marna muhaal hai
Tu ne to zindagi ka tamasha bna diya

Rab Rab kardy aan, Rab nai o milda
Karan ki haal mein tutty huye dil da

Kaisy kaisy zaalim ko khaak hoty dekha hai
Gardishon mein unka seena, chaaq hoty dekha hai

Chaaun mein bhi dhoop mein bhi
Nafraton k roop mein bhi
Chalny wala har insaan udaq hoty dekha hai
Khaaq hoty dekha hai...

Jurm e mohabbat ko hameesha yunhi be jurm saza milti hai
Dil jo toot jata hai phir sy wo kahan Jurta hai

Aisy hi jeena mujhy, aye na bikharna mujhy
Kuch bhi ho chahy, ab to had sy hai guzarna mujhy

Rab Rab kardy aan, Rab nai o milda
Karan ki haal mein tutty huye dil da...!!

No comments:

Post a Comment