"Bikhrti" sham ki parchaiyaan mujhey day do,
Tum apni shaam ki tanhaiyaan mujhey day do....
Main tum ko yaad karoon or tum chaley aao,
Tum apny PYAR ki sachaiyaan mujay day do.....
Main doob jaon TUMHARI udaas aankhon mein
TUM apny dard ki gehraieyaan mujay day do..
No comments:
Post a Comment