Thursday, 2 October 2014
Us sey.....
Use keh do kisi Guman mein na rahein,
Wo fersh py b meri hy,
wo arsh py b meri hy..... !!
Ik....
Ik Main Tha..!!
Dard-E-ISHQ Tha.....!! Or tha Mery Armaano
Ka Josh.....
Ik Wo Tha... Naaz-E-Hussan Tha..!! Or thi Unki
Be-Parwaiyan!--
Such.....
Such Kaha Tu Ne,
Bohat Nalaiq Hoon Main...!!!
Muddat Se Aik Hi Shakhs Ko Yaad Kar Raha Hoon....
Wednesday, 1 October 2014
Ajeeb Zulam.....
Ajeeb Zulam Karti Hain Tumhari
Yaadain Mujh Par,,,!!!
Yaadain Mujh Par,,,!!!
So Jaoon Tu Utha Deti Hain,
Jaag Jaoon
To Rula Deti Hain...!!
Jaag Jaoon
To Rula Deti Hain...!!
Subscribe to:
Posts (Atom)
