Thursday, 2 October 2014

In my Soul.....

In my soul

Put a light of your love

Then give me a love unlimited

Which make my love down as compare to you

I am so sad

So I come to you say something please

Which give me relaxation in my soul

I did listen that your one look

Make a whole life & luck

If it’s possible then today

Make my life & luck forever

Mujey Apnay Badan.......

Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo,

Mujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,

Seenay Se Laga K Saaray Gham Door Kardo,

Main Tumse juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,

Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se,

Main Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,

Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom Lon,


Faslay sharam-o-Haya K Tum Bhi Door Kardo,

Khuwaab

Khuwaab Aankhon Se Gye___
Neend Raaton Se
Gye...!
Wo Gaya To Aisey Laga Jaisey Zindagi Haathon Se
Gye..!

Likhna........

Likhna Mery Mazaar Ky Qutbe Pe Ye Haroof...!

Marhoom Zindagi Ki Hasrat Main Mar Gaya.....!

Farishton......

Farishton sey keh do kisi guman mein na rahein...

Woh fersh pay bhi meri hai, woh arsh pay bhi meri hai....

Apni Roshni.....

Apni Roshni Ki Bulandi Per Kabhi Na Itrana...
Chirag Sab Ke Bujhte He Hawa Kisiki Nahi Hoti....

Jo Yaqeen....

Jo yaqeen ki rah per chal pare....
Unhain manziloo ne
panah di......
jinhain waswasoo ne dara dya....
Woh qadam qadam
per behak gaye.......